AAMIR CYBER CAFE

AamirCyberCafe.in

Aamir Cyber Cafe Official Website  –  Get Online Form, Results, Admit Card, Answer Key, Bihar Schemes & Sarkari Notice etc. LIVE

Join ▶YouTube Channel
Aamir Cyber Cafe Special

Photoshop e-Shram Card A4 Print Action File Free Download

e-Shram PDF Card ko A4 Sheet par PVC Size me Auto-Crop aur Print karne ka Fast Action File.

📄 Official e-Shram Portal Link

Agar aapko e-Shram card download ya update karna hai, toh official portal par jayein:

🔗 Open e-Shram Official Website

Step 1: Photoshop me e-Shram PDF Open Settings

e-Shram PDF file ko Photoshop me drag-and-drop karke open karein. Jab **Rasterize Generic PDF Format** ka popup aaye, toh yeh setting rakhein:

  • Width & Height: Default size rehne dein.
  • Resolution: 300 pixels/inch (HD Quality print ke liye)
  • Mode: CMYK Color
  • Anti-aliased & Constrain Proportions: Both Checked (Tick mark)

Step 2: Action File Add & Button Mode Setting

  1. Photoshop khol kar Window > Actions (Alt + F9) press karein.
  2. Action panel ke top-right me 3 lines (Menu icon) par click karke Load Actions par jayein aur downloaded action file select karein.
  3. Action load hone ke baad, dobara Action Menu par ek upar me right side me chhota sa arrow par click karein Button Mode par tick click kare.
  4. Ab aapka Action File Button Mode me aa jayega. Bas "e-Shram Card " wale button par 1 click karein aur aapka card ready ho jayega!

📺 Video Tutorial: Complete Guide

e-Shram Action file ko kaise use aur install karein, poora video dekhein:

📥 Download e-Shram Action File

Action file download karne ke liye niche correct password enter karein:

(Hint: Password video ke andar bataya gaya hai)

🔔 सरकारी नौकरी एवं भर्ती अपडेट!

सब्सक्राइब करें ताकि बिहार ITI, एडमिट कार्ड और रिजल्ट का नोटिफिकेशन सीधे आपके मोबाइल पर मिले।