AAMIR CYBER CAFE

AamirCyberCafe.in

Aamir Cyber Cafe Official Website  –  Get Online Form, Results, Admit Card, Answer Key, Bihar Schemes & Sarkari Notice etc. LIVE

Join ▶YouTube Channel
Aamir Cyber Cafe Special

Ayushman Card PVC Printing Photoshop Action File 2026 Free Download

Ayushman PDF Card ko A4 Sheet par PVC Size me Auto-Crop aur Print karne ka Fast Action File.

📄 Official Ayushman Bharat Portal Link

Agar aapko Ayushman Card download ya status check karna hai, toh official portal par jayein:

🔗 Open Ayushman Portal (PM-JAY)

Step 1: Photoshop me Ayushman PDF Open Settings

Ayushman Card PDF file ko Photoshop me drag-and-drop karke open karein. Jab Rasterize Generic PDF Format ka popup aaye, toh yeh setting rakhein:

  • Width & Height: INCHS size rehne dein.
  • Resolution: 300 pixels/inch (HD Quality print ke liye)
  • Mode: CMYK Color
  • Anti-aliased & Constrain Proportions: Both Checked (Tick mark)

Step 2: Action File Add & Button Mode Setting

  1. Photoshop khol kar Window > Actions (Alt + F9) press karein.
  2. Action panel ke top-right me 3 lines (Menu icon) par click karke Load Actions par jayein aur downloaded action file select karein.
  3. Action load hone ke baad, dobara Action Menu par ek upar me right side me chhota sa arrow par click karein Button Mode par tick click kare.
  4. Ab aapka Action File Button Mode me aa jayega. Bas "Ayushman Card" wale button par 1 click karein aur aapka card ready ho jayega!

📺 Video Tutorial: Full Process Kaise Karein?

Agar aapko samajhne me dikkat ho rahi hai, toh ye video dekhein:

📥 Download Ayushman Action File

Action file download karne ke liye niche password daalein:

(Hint: Video me bataya gaya password enter karein)

🔔 सरकारी नौकरी एवं भर्ती अपडेट!

सब्सक्राइब करें ताकि बिहार ITI, एडमिट कार्ड और रिजल्ट का नोटिफिकेशन सीधे आपके मोबाइल पर मिले।