AAMIR CYBER CAFE

AamirCyberCafe.in

Aamir Cyber Cafe Official Website  –  Get Online Form, Results, Admit Card, Answer Key, Bihar Schemes & Sarkari Notice etc. LIVE

Join ▶YouTube Channel
Aamir Cyber Cafe Special

Passport Size Photo 4x6 & A4 Sheet Maker Action File Free Download

1-Click me Photo ko Passport Size me Crop karein aur 4x6 ya A4 Sheet par Auto Set karke Print Karein.

📸 Standard Passport Photo Dimensions

Width: 3.5 cm (1.37 in) | Height: 4.5 cm (1.77 in) | Resolution: 300 DPI

Is action file se aap 4x6 paper par 8 Photos aur A4 sheet par 32+ Photos ek click me bana sakte hain.

Step 1: Photoshop me Photo Crop Setting

Photoshop me customer ki photo open karein aur Toolbar se Crop Tool (C) select karke top bar me ye size fill karein:

  • Width: 3.5 cm
  • Height: 4.5 cm
  • Resolution: 300 pixels/inch
  • Photo ko sahi se Face aur Shoulder center karke Crop (Enter) kar lein.

Step 2: Action File Add & Button Mode Setting

  1. Photoshop khol kar Window > Actions (Alt + F9) press karein.
  2. Action panel ke top-right me 3 lines (Menu icon) par click karke Load Actions par jayein aur downloaded action file select karein.
  3. Action load hone ke baad, dobara Action Menu par ek upar me right side me chhota sa arrow par click karein Button Mode par tick click kare.
  4. Ab aapka Action File Button Mode me aa jayega. Bas "Passport Photo 4x6" ya "Passport Photo A4 Sheet" wale button par 1 click karein aur aapke photos ready ho jayenge!

📺 Video Tutorial: Full Process Kaise Karein?

Agar aapko samajhne me dikkat ho rahi hai, toh ye video dekhein:

📥 Download Passport Photo Action File

Action file download karne ke liye niche password daalein:

(Hint: Video me bataya gaya password enter karein)

🔔 सरकारी नौकरी एवं भर्ती अपडेट!

सब्सक्राइब करें ताकि बिहार ITI, एडमिट कार्ड और रिजल्ट का नोटिफिकेशन सीधे आपके मोबाइल पर मिले।